Poem from Veer-Zaara

Main qaidi number saat sau chiyasi jail ki salaakhon se bahar dekhta hoon
Din mahine saalon ko yug mein badalte dekhta hoon
Is mitti se mere bauji ke kheton ki khusboo aati hai
Yeh dhoop meri maati ki thandi chaas yaad dilati hai
Yeh baaruish mere saawan ke jhoolon ko sang sang laati hai
Yeh sardi meri lodi ki aag sek kar jaati hai

Woh kehte hain yeh mera des nahin
Phir kyon mere des jaisa lagta hai?
Woh kehte hai main us jaisa nahin
Phir kyon mujh jaisa woh lagta hai?

Main kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon
sapno ke gawn se utri
ek nani pari ko dekh ta hoon
kehti hai khud ko Saamiya aur mujh ko Veer bulati hai
hai bilkul begani paar apno si zid woh karti hai
uski sachi baaton se phir jeene ko maan karta hai
uske kaasmon vado se kuch karne ko maan karta hai

Main kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon
mere gawn ke raango mein lipti ek nayi Zaara ko dekhta hoon
Mere khwabon ko pura karte
khud ke khwab bhool chuki hai woh
mere logo ki sewa karte
apne logo ko chor chuki hai woh
uska daaman aab khushion se bharne ko jee karta hai
uske leya ek aur zindagi jeene ko jee karta hai

Woh khete hai ke mein, mera desh uska nahi
phir kyun mere ghar woh rehti hai
woh kehte hai ke mein us jaisa nahi
phir kyun mujh jaisi woh lagti hai

Main kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon
Woh khete hai ko woh koi nahi teri
phir kyun mere liye dunya se woh larti hai
woh khwta hai ke mein us jaisa nahi
phir kyun mujh jaisi woh lagti hai

— Aditya Chopra/Javed Akhtar and probably some final touches from SRK??

from Veer-Zaara the 2004 Blockbuster Bollywood Movie!

Responses

  1. Beautiful. XD

  2. Sorry dude lack of research. The poem was written by Aditya Chopra.

  3. awesome..i loved it ..very beautifull poem.
    .i will gv it 7 stars–*******—

  4. Poem is superb! i love it….

  5. really a lovely poem depicting all the anguish and love! anguish 4 being wrongly accused and undying love for ones motherland. lovely!!!

  6. Really very nice poem showing summary of full movie in very lovable words

    wonderful

  7. brings tears to eyes as many times as i watch the movie

  8. beautiul poem brings tears to my eyes ,as many times as i watch the movie

    • Now love is gone from my life. And i dont like typical srk movies anymore

  9. beautiul poem brings tears to my eyes…
    ….mere pass kahane ke liye word nahi hai
    i have emotional ………………….summary of full movie in very lovable words

  10. No doubt about it…This poem break my heart..i saw VEER-ZAARA around 40 times. But still i want to see more. When cliamax go on SRK read this poem..Big tears on my eyes..Bcoz this movie realated with my love life. VEER-ZAARA release on 12th November 2004…My love life going beautifuly..special thing is who the girl i love she is also muslim n i m hindu…her name is tabassum khan. But jaise veer-zaara alag ho gaye usi tarah uske ghar walo ne tabassum ko mujh se alag kar diya..but i m still waiting for her n i love her. she is also living in delhi. Veer ki tarah VIKRANT ne bhi apne aap ko khamosh kar liya. Two reason why i liked VEER-ZAARA. First i loved SRK. Second veer-zaara mujh se aur tabassum se judi hai. 2004 mein humari love story shuru huee thi aur 2004 mein hee veer-zaara release huee..When my family watch VEER-ZAARA at anytime they said..ki unhe SRK aur Preity zinta ki jageh MAIN AUR TABASSUM nazar aate hai. Dear All frnds pls pray tabassum bhi zaara ki tarah laut aaye..I m waiting for her. Main VIKRANT jab bhi apne aangan mein jaake bahar dekhta hun..Lagta hai ki kisi ke aane ki aahat aa rahi hai..Mere dil bata to jara yeh kaun hai aa raha kya yeh meri tabassum aa rahi hai ???

    Cheers@Vikrant (Vicky)

  11. Hi, cool post. I have been thinking about this issue,so thanks for writing. I’ll likely be subscribing to your posts. Keep up the good posts

  12. THIS IS AFABULES POEM IN THIS MOVI

  13. THIS IS FABULAS POEM

  14. It is a very heart touching poem and cant resisit waters from eyes. I can see the movie as many times as it depicts a true story and well crafted subject

  15. Veer zara is my favourite movie n this poem is the best part of this..

  16. ek baar phir is dil ko koi cheez bhai hai,
    ek bar phir apne des aur paron ki mahetvata samajh main aayi hai,
    main kedi toh nahin par apna naam likh sakti hoon,
    main ek ladki jahnvi yadav jab is kavita ko padhti hoon,
    toh ek bar aanken band karke us duniya main jaana chahti hoon,
    jis duniya main veer – zaara kabhi mile the us duniya ki min ek jhalak dekhna chahti hoon !!!!!!!!!!!!!

    • Superb jahnvi……
      Khub bhalo…

      Dev

  17. Awesome!! i was looking for this..since a long long time!!

  18. No comments…..!!
    this is one poem that leaves you in tears every time you hear it…..
    Well it happens with me at least…!! 🙂
    Superb…. Outstanding….!!!


Leave a reply to Ravi Cancel reply